Posts

Image
Kya sach mai maine etana kuch galaat kiya tha, Jo tu meri hajar achhi bate dekhne ke badd bhi ek galati se mujhase mukar gya...   G.S.
Image
Har bar yeh yaad aana jaruri hai kya? Sath gujare lamhe samane aana jaruri hai kya? Bewafa hone ke baad bhi yuh Dilko bhana jaruri hai kya? Unko bhulake fhir se  yaad krana jaruri hai kya?
Image
  Yeh safar kbhi khtam na ho, yeh hava ka ruh ab achha lagta hai... Sabse bhichadke ab akele jina, Kyu nahi bewafa lagta hai... Tut to har jagah se gye hai, Par phir bhi koi apnasa lgata hai...   G.S.